Question:
Kya Blogger Par Web Hosting Free Rahta Hai?
Answer:
Blogger Web Hosting Free Deta
Hai, Agar Blogger Par Kisi Ne Apna Blog Ya Website Banya Hai To Use Web Hosting
Lene Ki Koi Jarurat Nhi Hai. Blogger Par Data Upload Karne Ke Liye Cloud
Hosting Lee Jaa Sakti Hai Wo Bhi Agar Kisi Ko Jyda Data Upload Karna Ho Tab
Warna 15 GB Tak Google Drive Ke Jariye Apne Data Ko Apne Blogger Par Host Kiya
Jaa Sakta Hai.
Blogger Par Google Drive Se Data Host
Karne Ke Liye Sabse Pahle Google Drive Par Apne Data Ko Upload Karke Jis File
Ya Folder Ko Share Karna Uska Share Link Ko Copy Karne Ke Baad Apne Blog Me
Link Ko Add Kiya Ja Sakta Hai. Blogger Par Apne Pdfs Ya Video Ko Embed Bhi Kiya
Jaa Sakta Hai Jisase Visitor Ko Blog Website Se Dusare Kisi Page Par Nhi Jaana
Padega Aur Visitor Same Page Par Video Ko Dekh Sakta Hai Yaa Pdf Ko Padh Sakta
Hai Iske Liye Blogger Html Wale Hisse Me Jaake Video Ya Pdf Ke Embed Code Ko
Paste Karna Padta Hai.
0 Comments