Header Ads Widget

Ticker

6/recent/ticker-posts

Kya Autocad Par Kaam Karne Ke Liye Engineering Hona Jaroori Hai ?

Question:

Kya Autocad Par Kaam Karne Ke Liye Engineering Hona Jaroori Hai ?



Answer:

Nhi, 

AutoCAD par Kaam Karane Ke Liye Engineering Ki Koi Jaroorat Nhi, Bagair Engineering Kiye Bhi AutoCAD par Kaam Kiya Jaa Sakta hai par iske Liye Apka Drawing Ko samjhne Aana Chahiye, Drawing Ke Saare Views Clear Hone Chahiye Jaisa Ki Top Views, Front Views, Side Views, Section Views etc. 

Autocad par Kaam Karna Bahut Asaan Hai Ye Designing ka Basic Software hai iski madad se 2D drafting and 3D modeling kiya ja sakta hai. autocad ko sikhane ke liye youtube ya udemy aur bahut saare website hain jaha par free ya paid course milate hain jisaki Madad se autocad ke skills ko asani se ghar baithe bhi sikha jaa sakta hai.


Post a Comment

0 Comments