Header Ads Widget

Ticker

6/recent/ticker-posts

Blogger Par Geometry Ke Symbols Kaise Banaaye?

Question: 

Blogger Par Geometry Ke Symbols (Line, Angle, Degree Etc.) Kaise Banaaye?

Answer: 

Blogger Par Geometry Ke Symbols Do Tariqe Se Banaaye Jaa Sakte Hain, Ek To Keyboard Se Geometry Ke Shortcuts Ko Use Karke Yaa To Blog Ke Html Views Me Jakar Geometry Ka Html Code Paste Kar Dene Se Geometry Ke Symbols Show Hone Lagenge.

Keyboard Se Geometry Ke Symbols Ko Enter Karne Ke Liye Ek Sath Kai Saare Key Ko Press Karne Padte Hain, Isase Achha Ye Hai Ki Html Views Me Jakar Geometry Ka Html Code Paste Kar Diya Jaaye. Niche Kuch Geometry Symbols Ke Html Code Diya Jaa Sara Hai, Iska Use Kiya Jaa Sakta Hai. Double Inverted Comma Ke Andar Ke Code Ko Copy Karke Apne Html View Me Post Kariye-

° Degree Ke Liye  "°"

Angle Ke Liye "∠"

∟Right Angle Ke Liye "∟"

△ Triangle Ke Liye  "△"

□ Square Ke Liye  "□"

∥ Parallel Ke Liye  "∥"

∦ Not Parallel Ke Liye  "∦"

⊥ Perpendicular Ke Liye  "⊥"

⨯ Cross Product Ke Liye  "⨯ "

Note: apne blogger ko log in karke new post par click kariye (Image 1 ko dekhiye) aur HTML views ko opne karke upper diye code ko paste kariye (Image 2 ko dekhiye).

Image (1)
Image (2)



Post a Comment

0 Comments